What is Hummer Candle Stick Pattern kaya hota hai Forex market main full information hindi main. Hummer Candle Stick Pattern identify kaise kare. Forex Market main Hummer Candle Stick Pattern main Trade kasie liya jata hai. Forex Market main Hummer Candle kis ko and kis move ko indicate karta hai. yeh sari forex ki jankari hindi main dene wala hun. app ish blog post read ache se kare.
Forex Trading Hummer Candle Stick Pattern |
Forex Market main Hummer Candle ki pehchan hathode jesi hoti hai. ish candlestick ki wick lambhi hoti hai and body top pe choti hai. agar wick 100% hai toh body top pe 20 se 40 % hot hai. jis se hum Hummer candle stick ko identify kar sakte hai. app Iamge main dekh sakte hai.
candle-stick-hummer-pattern-identify |
Forex Market Uptrend hummer candle stick pattern ko identify kaise kare
Forex Market main jab Trend Downtrend ki tarf jata hai aur bahut ddown chala jata hai aue support line ko touch karta hai. aur wahan pe tradline ke support line pe jab hummer candle create karta hai. tab hum sab ko samg lena chiye ki ab market main dum nahi hai ki woh aur downtrand ke liye ja sakta hai. yahan pe saller bahut jayada kamjor pad jata hai ki woh market main aur sell kare. tab wahan pe buyers activate ho hjate hai jo ki forex market uptrend ki aur le ke jate hai. tab hum uptrend la trade le skate hai. aur achi earning kar sakte hai. bus ko inta hi yaad rakhna hai aur yahi statergy hoti hai forex market main. so hum next candle ke bare main next blog main padhenge. so thanks and follow my blog press button.