How to Draw Trend Lines Perfectly in Bullish trend & how to trade in bullish tradeline in forex trading complete guide Strategy Backtest, Breakout and Analysis Trendline Trading Strategy. How to Use Trendlines in Your Trading setup forex jankari hindi mein. Tradeline draw kaise kare and tradeline pe trade kaise lagaye. and trading tradeline kaya hoti hai all information in hindi mein forex jankari.
What is Tradeline forex trading and stock market hindi mein?
How to Use Trendlines in Your Trading |
Dear Treaders app agar Forex tarding and Stock Market mein trading karna chate hai. yan trading karne ki soch rahe hai. toh app ko trading karne ke liye sab se pehle basic candlestick pattern ki basic jankari honi chiye. fir ush ke baad app tradeline pe kaam karna ana chiye. ish blog mein hum tradeline ke bare mein hi baat karenge hindi mein forex jankari.
Dear Traders app ache trader banna chate hai toh sab se pehle app Candlestick ke chart pattern pe tradeline draw karna sikhe. agar app tradeline ko draw karna nahi sikhenge toh app successfull trader nahi ban sakte. agar app successfull trader banna chate hai toh app uper di image ke anusar tradeline ko draw karna sikhe.
App TradeView ki Website pe apna login id bana lo and chote chote tradeline ko draw karna start kar de. app 3 se 4 din tak achi practice kar le tradeline draw karne ki ush ke baad app trading mein successfull ho sakte hai.
App ko sirf itna pata hona chiye ki Bullish trade kon sa hai and bearish trade kon sa hai. agar trade bullish uptrend mein trade kar raha hai toh app uptrend mein hi tradeline draw karenge. agar bearish trade hai toh app downtrend mein hi tradeline draw karenge.
Dear freinds agar app ko tradeline draw karna nahi ata yan samj main nahi ata toh app mughe comment section main likh sakte hai. mein app ke liye trading tradeline draw pe 1 youtube video bana dunga. and ush video ko app dekh ke tradeline ko draw karna sikh sakte hai.